About Main Zameen Tu Aasmaan
Main Zameen Tu Aasmaan is a 2025 Pakistani Urdu Television drama that
is airing on the Green Entertainment channel. The show stars Feroze Khan
& Hiba Bukhari in the lead roles.
The song vocals are lent by Rahat Fateh Ali Khan & Wardah Lodhi.
Qamar Nashad has penned the lyrics for the title song. Naveed Nashad has
composed the music of Main Zameen Tu Aasmaan Opening Title Song.
Main Zameen Tu Aasmaan Drama Info | Main Zameen Tu Aasmaan OST
Credits
| Song Theme | Ishq Bemaari |
| Drama | Main Zameen Tu Aasmaan |
| Drama Title (English Meaning) | I am the earth, you are the sky |
| Year | 2025 |
| Genre | Drama Family Love |
| Lead Cast | Feroze Khan Hiba Bukhari |
| Director(s) | Ahmad Bhatti |
| Producer(s) | Tehreem Chaudhary |
| Production House | Multiverse Entertainment |
| Series Writer | Abdul Khaliq Khan |
| Theme Song Singers | Rahat Fateh Ali Khan Wardah Lodhi |
| Theme Music Composer | Naveed Nashad |
| Theme Song Lyricist | Qamar Nashad |
| Number Of Episodes | Drama Currently On Air |
| Show Released Date | 27 August 2025 |
| Show End Date | Drama Currently On Air |
| Channel | Green Entertainment |
| Language | Urdu |
| Country | Pakistan |
Main Zameen Tu Aasmaan OST Lyrics - Green TV
Ishq Beemari Yaaron
Jadu Lag Jaave
Chain Na Aave Yaaron
Dil Ghabraave
Ek Baar Jo Mile Ho
Ab Roz Roz Milna
Na Door Humse Jao
Tum Saath-Saath Chalna
Yeh Zameen Aasmaan
Mil Gaye Jo Agar
Hum Bhi Mil Jaayenge
Ae Waqt Tu Thehar
Ae Waqt Tu Thehar…
Main Zameen Tu Aasmaan
Main Zameen Tu Aasmaan
Music
Tu Is Qadar Zaroori
Mujhe Yaar Ho Gaya Hai
Bin Tere Rehna Ek Pal
Dushwaar Ho Gaya Hai
Aaaann...
Tu Mujh Mein
Is Tarah Shaamil Hai
Jaise Zindagi Ho
Mere Jeene Ki
Bas Wajah Tum Ho
Tum Hi Laazmi Ho
Tum Hi Laazmi Ho…
Yeh Zameen Aasmaan
Mil Gaye Jo Agar
Hum Bhi Mil Jaayenge
Ae Waqt Tu Thehar
Ae Waqt Tu Thehar…
Ve Ishqa Ve Ishqa
Ho Dard Tu Dega
Dil Ke Armanon Ke
Kaise Zakham Bharega
Ve Yaara Dil Haara
Girta Hoon Main Banjara
Hum Jitna Roye Hain Tu
Bhi Roega Yaara
Ishqa Ishqa... Ve Ishqa....
Main Zameen Tu Aasmaan OST
No comments:
Post a Comment