About Ism-e-Yaraan
Ism-e-Yaraan is a 2025 Pakistani Urdu Television drama that aired on
the Hum TV channel. The show stars Azfar Rehman, Zainab Shabbir,
Shahbaz Shigri & Babar Ali in the lead roles.
The song vocals are lent by Nabeel Shoukat Ali & Nimra Mehra.
Qamar Nashad has penned the lyrics for the title song. Naveed Nashad has
composed the music of Ism-e-Yaraan Opening Title Song.
Ism-e-Yaraan Drama Info | Ism-e-Yaraan OST Credits
| Song Theme | Raanjhan |
| Drama | Ism-e-Yaraan |
| Year | 2025 |
| Genre | Drama Romance |
| Lead Cast | Azfar Rehman Zainab Shabbir Shahbaz Shigri Babar Ali |
| Director | Tahseen Khan |
| Producer | Momina Duraid |
| Production House | MD Productions |
| Series Writer | Misbah Ali Syed |
| Theme Song Singers | Nabeel Shoukat Ali Nimra Mehra |
| Theme Music Composer | Naveed Nashad |
| Theme Song Lyricist | Qamar Nashad |
| Number Of Episodes | 36 |
| Show Released Date | 23 June 2025 |
| Show End Date | 8 August 2025 |
| Channel | Hum TV |
| Language | Urdu |
| Country | Pakistan |
Ism-e-Yaraan OST Lyrics - Hum TV
Music
Rab Kolon Manga
Teri Khair Yaraan Ve
Mujh Se Na Jaana Kabhi Door
Tujh Ko Hi Chaha Maine
Apni Duaaon Mein
Tu Hi Mere Dil Ka Suroor
Jiyon Bas Tere Saath Main
Toh Chodun Kainaat Main
Mujhe Apni Nigahon Mein
Rakhna Huzoor
Mujh Se Na Jana Kabhi Door
Mujh Se Na Jana Kabhi Door
Ranjhan Ranjhan Kardi Kardi
Aapay Main Ranjha Hoyi
Kamlay Naina Hijr Wich Ronday
Main Lagdi Aa Moyi
Music
Ishq Ne Hum Ko Dagh Diye Hain
Tanha Jiyenge Hum Sada Haan
Pyar Mohabbat Baatein Kitabi
Naam Ki Hoti Hai Wafa
Kehna Dil Ye Mera Chahe
Hum Woh Galiyan Chhor Aaye
Hota Hai Kahaan
Bharosa Zindagi Ka
Ishq Toh Hota Hai Fitoor
Kehna Hai Tumse Yeh Zaroor
Music
Manzil Ka Raasta
Dhoondh Thay Hain Woh
Jin Ka Nahi Ho Kaarwan
Zindagi Safar Hai
Ek Bhanwar Hai
Milta Kinara Hai Kahaan
Dil Hai Beqaraar Mera
Phir Bhi Intezaar Tera
Mujh Ko Gham Diya Hai
Tune Umr Bhar Ka
Mujh Se Hua Hai Kya Qasoor?
Mujh Se Na Jana Kabhi Door
Mujh Se Na Jana Kabhi Door
Mujh Se Na Jana Kabhi Durr
Ism-e-Yaraan OST
No comments:
Post a Comment