29 Oct 2026

Nashtar Drama OST Lyrics | Shani Arshad | Har Pal Geo

About Nashtar 

Nashtar is a 2026 Pakistani Urdu Television drama which is airing on Har Pal Geo channel. The show stars Danish Taimoor, Anmol Baloch, and Naeema Butt in the lead roles.

The song vocals are lent by Shani Arshad. Shani Arshad & SK Khalish has penned the lyrics for the title song. SK Khalish has composed the music of Nashtar Opening Title Song.

Nashtar Drama Info | Nashtar OST Credits

Song ThemeChahe Le Lo Hamari Jaan
DramaNashtar
Year2026
GenreDrama
Romance
Lead CastDanish Taimoor
Anmol Baloch
Naeema Butt
Director(s)Seraj ul Haq
Producer(s)Abdullah Kadwani
Asad Qureshi
Production House7th Sky Entertainment
Series WriterMaha Malik
Theme Song SingerShani Arshad
Theme Music ComposerShani Arshad
Theme Song LyricistsShani Arshad 
SK Khalish
Show Released Date21 August 2026
Show End DateDrama Currently On Air
Number Of EpisodesDrama Currently On Air
ChannelHar Pal Geo
LanguageUrdu
CountryPakistan

Nashtar OST Lyrics - Har Pal Geo

Music

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain
Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Baksh Do Ya Karo Qurbaan
Baksh Do Ya Karo Qurbaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hai

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Mehfil Mein Bulayein Jo Hum
Tum Aise Guzar Jana
Mehfil Mein Bulayein Jo Hum
Tum Aise Guzar Jana

Jaise Ho Hum Koi Anjan
Jaise Ho Hum Koi Anjan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Apne Zakhmo Ko Bhar Lo Jo Tum
Khoon-e-Dil Se Hamare Ko Phir
Apne Zakhmo Ko Bhar Lo Jo Tum
Khoon-e-Dil Se Hamare Ko Phir

Bhool Jana Mere Ehsaan
Bhool Jana Mere Ehsaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Bebasi Mein Hamari Sada
Muskurate Rahe Ho Tum
Bebasi Mein Hamari Sada
Muskurate Rahe Ho Tum

Khush Raho Karke Yeh Nuksan
Khush Raho Karke Yeh Nuksan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Har Sitam Hai Gawara Hamein
Koi Shikwa Karenge Na Hum
Har Sitam Hai Gawara Hamein
Koi Shikwa Karenge Na Hum

Shouk Se Lo Tum Har Imtehan
Shouk Se Lo Tum Har Imtehan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Yeh Suna Hai Ke Milte Ho
Mere Dushman Se Tum Aksar
Yeh Suna Hai Ke Milte Ho
Mere Dushman Se Tum Aksar

Uske Ban Jana Tum Mehman
Uske Ban Jana Tum Mehman
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Ashq Kam Hai Agar Hum Nasheen
Toh Hamare Lahun Se Likho
Ashq Kam Hai Agar Hum Nasheen
Toh Hamare Lahun Se Likho

Ishq Ki Yeh Nayi Dastaan
Ishq Ki Yeh Nayi Dastaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain
Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Baksh Do Ya Karo Qurbaan
Baksh Do Ya Karo Qurbaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hai

Chahe Le Lo Hamari Jaan
Tumko Yeh Ikhtiyaar Dete Hain

Music

Nashtar OST

No comments:

Post a Comment