10 Feb 2024

Jaan-e-Jahan Drama OST Lyrics | Rahat Fateh Ali Khan | ARY Digital

About Jaan-e-Jahan

Jaan-e-Jahan is a 2023 Pakistani Urdu Television drama that is airing on the ARY Digital channel. The show stars Ayeza Khan & Hamza Ali Abbasi in the lead roles.

The song vocals are lent by Rahat Fateh Ali Khan. Qamar Nashad has penned the lyrics for the title song. Naveed Nashad composed the music for Jaan-e-Jahan's Opening Title Song.

Jaan-e-Jahan Drama Info | Jaan-e-Jahan OST Credits

Song Theme Jaan-e-Jahan
Drama Jaan-e-Jahan
Drama Title (English Meaning) Life Of The World
Year 2023
Genre Drama
Lead Cast Hamza Ali Abbasi 
Ayeza Khan
Director Qasim Ali Mureed
Producer(s) Samina Humayun Saeed
Sana Shahnawaz
Production House Next Level Entertainment
Series Writer Rida Bilal
Theme Song Singer Rahat Fateh Ali Khan
Theme Music Composer Naveed Nashad
Theme Song Lyricist Qamar Nashad
Number Of Episodes Drama Currently On Air
Show Released Date 22 December 2023
Show End Date Drama Currently On Air
Channel ARY Digital
Language Urdu
Country Pakistan

Jaan-e-Jahan OST Lyrics - ARY Digital

Is Pyaar Mein Jo Jal Gaya
Samjho Khuda Use Mil Gaya
Tere Zikr Mein Mera Zikr Ho
Phir Haathon Se Ye Dil Gaya

Music

Tera Ishq Jo Tari Hua
Banke Lahoon Jari Hua
Ragon Mein Daude 
Junoon Bankar
Tu Saath Rehna 
Sukoon Bankar

Tera Ishq Jo Tari Hua

Music

Tanha Tanha Kyun Marna Hai 
Aaj Hi Le Jaana
Ishq Laazim Tab Hota Hai
Raazi Ho Dua

Mere Dil Ka Tere Dil Se
Mere Dil Ka Tere Dil Se 
Aisa Raabta

Toote Dil Ki Tu Hi Tamanna
Toote Dil Ki Tu Hi Tamanna 
Tu Hi Aasra

Music

Tu Hi Meri Pehli Tamanna
Tu Hi Aakhri Chahat Hai
Ishq Ye Mera Paak Hai Itna
Jaise Koi Aayat Hai

Tujhko Mere Saath Hai Rehna
Tujhko Mere Saath Hai Rehna
Jaise Rehti Aadat Hai

Tera Ishq Jo Tari Hua
Banke Lahu Jari Hua

Music

Ek Main Hoon Yaad Hai Teri
Aur Alam-e-Tanhaai Hai
Dard Diye Hai Itne Tu Ne
Jaan Labon Tak Aayi

Waqt Thehar Ja 
Bas Do Pal Ko
Waqt Thehar Ja 
Bas Do Pal Ko
Woh Milne Ko Aayi

Tera Ishq Jo Tari Hua
Banke Lahoon Jari Hua

Music

Jaan-e-Jahan OST

No comments:

Post a Comment